Showing posts with label Allama Iqbal. Show all posts
Showing posts with label Allama Iqbal. Show all posts

Saturday, May 26, 2018

Bat Nikle Gi To Phir Bht Door Tak Jaye Gi

Bat Nikle Gi To Phir Bht Door Tak Jaye Gi


Baat nikle gi to phir door talak jayegi

log be wajha udaasi ka sabab poochaingy
yeh bhi poochaingy ke tum itni pareshan kion ho

unglian uthaingi sookhy huye baloon ki taraf
ik nazer dekhaingy guzrey huye saloon ki taraf

chhoorion per bhi kayi tanz kiye jaaingy
kanpty hathoon pey bhi fikrey kassey jaaingy

Log zaalim hain har ik baat ka taana daingy
baatoon batoon main mera zikar bhi le aaingy

unki baatoon ka zara sa bhi asar mat lena
werna chehry ketaasur sey samjh jaaingy

chaahe kuchh bhi ho sawalaat na kerna unsey
mery baarey main koi baat na kerna unsey

baat nikley gi to phir door talak jayegi
Read More

Kisi KA ishq kisi ka khayal thy hum

Kisi KA ishq kisi ka khayal thy hum


Kisi Ka Ishq, Kisi Ka Khiyaal The Hum Bhi
Gaye Dino Mein Bohot Bakamaal The Hum Bhi,

Humaari Khoj Mein Rehti Thi Titliyaan Aksar
Kay Apne Shaher Ka Husn-o-Jamaal The Hum Bhi,

Zameen Ki Gaud Mein Sar Rakh Kar So Gaye Aakhir
TUmhaare Ishq Mein Kitne Nidhaal The Hum Bhi,

Zarooraton Ne Humaaraa Zameer Chaat Liyaa
Wagarna Qaiel-e-Rizq-e-Halaal The Hum Bhi,

Hum Aks Aks Bekharte Rahe Usi Dhun Mein
Kay Zindgi Mein Kabhi Lazawaal The Hum Bhi
Read More

Mujhe Dost Ban K Daga Na dy

Mujhe Dost Ban K Daga Na dy


Mere hum-nafass mere hum-nawaa, mujhe dost ban ke dagha na de,
Main hoon dard-e-ishq se jaan ba-lab mujhe zindagi ki dua na de,

Main gham-e-jahan se nidhaal hoon ke saraapa huzn-o-malaal hoon,
Jo likhe hain mere naseeb main, woh alam kisi ko khuda na de,

Na yeh zindagi meri zindagi, na yeh dastaan meri daastan,
Main khayal o veham se door hoon, Mujhe aj koi sadaa na de,

Mere ghar se door hain raahaten, mujhe dhoondti hain museebten,
Mujhe khauf yeh ke mera pata koi gardashon ko bataa na de,

Mujhe chorr de mere haal pr, tera kya bharosa ae chaaragar,
Yeh teri nawaazish-e-mukhtasar, mera dard aur barrhaa na de,

Mera azam itna buland hai ke paraaye sholon ka ddar nahin,
Mujhe khauf aatish-e-gul se hai kahin yeh chaman ko jalaa na de,

Dar-e-yaar pe barri dhoom hai, wohi aashiqon ka hujoom hai,
Abhi neend aani hai husn ko, koi shor kar ke jagaa na de,

Mere daagh-e-dil se hai roshni, yehi roshni meri zindagi,
Mujhe dar hai ae mere chaaragar, yeh chiraagh tu hi bhujaa na de,

Woh uthe hain le ke khum-o-subuu, aray ae shakeel kahan hai tu,
Tera jaam lene ko bazm main, koi aur hath barrha na de..
Read More

Tumhe Muhabbat Kaha Thi


Read More

Wo Zinda Hai Tujhe MA Tu Mar Chuka Hai Jis Main

Wo Zinda Hai Tujhe MA Tu Mar Chuka Hai Jis Main


Read More

Mar Na Jaoun


Read More

Iqbal


Read More

Wednesday, April 11, 2018

Na Maryam Thi Na Yousaf Tha


Read More

Monday, December 12, 2016

Log Pathar Marny Ain Tw Wo Bhi Sath Thy


Log Pathar Marny Ain Tw Wo Bhi Sath Thy
Jin K gunnah Kabhi Hum Apny Sir Liya krty Thy 

Read More

Wednesday, November 9, 2016

Allama Iqbal


Read More

Allama Iqbal


Read More

Zaroorat-E-Zindagi Hum Se Poochne Waale


Zaroorat-E-Zindagi Hum Se Poochne Waale .... ♡

Tujhe Kese Bataein K Tu Sab Se Zaroori Hai ... !! ♡


Read More

Tuesday, October 4, 2016

urdu poetry


Read More

Saturday, July 30, 2016

Tun nahin jahan k lia Allama Iqbal

                                                    Na Toun Zameen K Lia Hai Na Asmaan K Lia
Jahan Hai Tere Lia Toun Nahin Jahan K Lia
Read More
© 2014 Poetry. Designed by Bloggertheme9
Powered by Blogger.